Skip to content


Fatak Song Lyrics | Kaminey Songs Lyrics

Fatak Song Lyrics | Kaminey Songs Lyrics

“Fatak” Song Lyrics

yeh bhanwra bhanwra aaya re..
ki bhanwra bhanwra aaya re..
Fatak.. Fatak….(ki bhanwra bhanwra aaya re..)
Fatak.. Fatak….(ki bhanwra bhanwra aaya re..)
Fatak.. Fatak….
Ki GunGun karta Aaya Re
Fatak.. Fatak….
ki bhanwra bhanwra aaya re..
Ki GunGun karta Aaya Re
Ki SunSun galiyo se
ab tak koi na bhaaya re.
Fatak.. Fatak….

Arre Sauda kare saheli ka..
Sir pe Tel Chameli ka..
….(ki bhanwra bhanwra aaya re..)
Arre Sauda kare saheli ka..
Sir pe Tel Chameli ka..
Kaan Me Itr Gayava Re
Fatak.. Fatak….

ki bhanwra bhanwra aaya re..
Ki GunGun karta Aaya Re
ki bhanwra bhanwra aaya re..
Ki GunGun karta Aaya Re
Ki SunSun galiyo se
ab tak koi na bhaaya re.
Fatak.. Fatak….

Ginti na karna iski Yaaro Mein..
Awara Ghumein galiyoro Mein..

Ginti na karna iski Yaaro Mein..
Awara Ghumein galiyoro Mein..
Yeh chipku Hamesha Staayega
Yeh Jaayega fir Laut aayega

Khoone ke Mele Katre Hai..
Jaan ke Saare Katar Ke
Ki aaaye ki aaya
ki aaya raat ka jaaya re
Fatak Fatak
Ki aaaye Fatak.. ki aaya Fatak..
Ki aaya raat ka jaaya re
Fatak Fatak..

Jitna Bhi Jooth Bole..
thoda hai..
Keedo ki basti ka Makoda hai..

Jitna Bhi Jooth Bole..
thoda hai..
Keedo ki basti ka Makoda hai..
Yeh Raaton ka Bichoo hai
Kaate Ga.
Yeh Zehreela hai
Zeher Chaate ga

Darwaazon mein kunde do..
Dafa Karo yeh gune..
yeh shaitaan ka Saaya Re..
Fatak.. Fatak..

ki bhanwra bhanwra aaya re..
Ki GunGun karta Aaya Re
ki bhanwra bhanwra aaya re..
Ki GunGun karta Aaya Re
ki bhanwra bhanwra aaya re..
Ki GunGun karta Aaya Re
Ki SunSun galiyo se
ab tak koi na bhaaya re…

Yeh Ishq Nahi Asaan,
Azi yeh iska Khatra hai..
PatBhaar pehen jaana..
yeh aag ka dariya hai..

ki Naiye doobe na..
yeh bhawran kaate na..
ki Naiye doobe na..
yeh bhawran kaate na..
ki Naiye doobe na..
yeh bhawran kaate na..
ki Naiye doobe na..
yeh bhawran kaate na..
ki Naiye doobe na..
yeh bhawran kaate na..

Related posts:

  1. Raat Ke Dhai Baje Song Lyrics | Kaminey Songs Lyrics Raat Ke Dhai Baje Song Lyrics | Kaminey Songs Lyrics...
  2. Jungle Jungle Song Lyrics | Agyaat Movie Songs Lyrics Jungle Jungle Song Lyrics | Agyaat Movie Songs Lyrics Jungle...
  3. Life Is Crazy Song Lyrics | Wake Up Sid Songs Lyrics Life Is Crazy Song Lyrics | Wake Up Sid Songs...
  4. Kaminey Song Lyrics | Kaminey Hindi Movie Song Lyrics Kaminey Song Lyrics | Kaminey Hindi Movie Song Lyrics “Kaminey”...
  5. Pehli Baar Mohabbat Song Lyrics | Kaminey Songs Lyrics Pehli Baar Mohabbat Song Lyrics | Kaminey Songs Lyrics Title:...

Posted in Lyrics.

Tagged with , .


0 Responses

Stay in touch with the conversation, subscribe to the RSS feed for comments on this post.



Some HTML is OK

or, reply to this post via trackback.